Bahar se kitni bhi cream laga lo, jab tak andar se health theek na ho glow nahi aata. Main isko roz subah paani mein leti hoon. Thode dino mein skin pe thoda freshness lagne laga hai.
Gym mein kai baar heavy weight uthate waqt energy low ho jati hai. Workout se 10 minute pehle iska ek spoon le leti hoon, ekdum se stamina boost ho jata hai. Bura taste bhi nahi hai, bilkul natural lagta hai.
Mera gala mausam badalte hi kharab ho jata hai. Main roz subah Gungune pani mein iska ek chamach mila leti hoon. Thoda aaram milta hai aur immunity bhi strong rehti hai. Ghar mein ek hona hi chahiye.
Jab packet khola na, tabhi samajh aa gaya ki asli pahadi haldi hai. Market wali artificial haldi jaisa nahi hai. Main toh ise roz subah doodh mein daalkar peeta hoon aur daal-sabzi mein bhi yahi use karta hoon. Ekdam pure feel hoti hai. Bas mjhe iska jar klhareenda chahie tha.
